1)
maana
ye waqt hume yaad karne ka nahin
par waqt
be waqt kabhi yaad
kar liya karo .
maana puri dunia aap kay pass hai,
Kabhi humari kami kaa ahsas kar liya karo.
Ajay Uikey (
uikey_ajay@yahoo.co.in )
2)
Dil diya to,
Jaan bhi de dena,
Magar yeh yaad rakhna,
Kisiko dhoka mat dena...
Pramod kumar (
Promod_kumar2k@yahoo.com )
3)
Koi marham na is dil ke kaam ata hain,
Ek hawa ke
jhonka dard bada jata hai.
Dosti jitni purani ho behtar hai ,
Har naya dost ek
naya zakhm laga jata hai...
Deepak jain (
djjain86@yahoo.com )
4)
Ehsas ka sangeet sunai nahi deta
aake hoto pe kabhi duhai nahi deta
shayad
unhe malum nahi
raaj-e-mohhabat
ye pyar ka sauda hai dikhai nahi deta ;
raj (
b_nomee@yahoo.co.in )
5)
Birha mein teri hum jee lenge ya mar lenge
Par tere saamne na aayenge ab kabhi,
tune dil toda bahut,
Shikayat karne ab na wapas aayenge kabhi
Ajay goel (
ajaygoel1@yahoo.com )
6)
kya sunaye dasto hum apne prem fasane ki
aur waqt badalte hi nazar badal
gaye jamane ki
log kahte hain ki 'sonu' sukhi hain magar kya karu dost
ab to
aadat si pad gaye hae muskurane ki
Akash gupta
(unknown)
7)
Tum yun hee ruthi rehna,
hum yun hee manane ki koshish karte rahenge,
bas itna
yaad rakhna kahin saath na chooth jaaye
yun hee ruthne manane mein
Ajay goel (
ajaygoel1@yahoo.com )
8)
Tammna hain ki tumhare yadon ke
samandar me,
Meri nam ki boond dal do,
Dil
me na reha sako
To yadon me reh
loo
alex (
lxalmighty@yahoo.com )
9)
Teri jaisi ankhoon wali jab
sahil per athti hain...................
Lehrain bhi shor machati
hain
Par tum aaj bewafa nikali.....
To aaj sahil bhi samander
doob gaya...
Saima
(
Saima_shraz@hotmail.com )
10)
Tum bahaar ho bahaar hee rehna,
mere dil ke ghar mein hee chhupi rehna,
bacha
lunga tumhein main sab dukho se aansuon
se,
bas mujhse PYAAR karti rehna
AJAY GOEL (
ajaygoel1@yahoo.com )