1)
Na
dekho tum humen, tirchhi nazron se is tarah.
ki jaan jaati hain jism se, neend aankhon se jis tarah...
2)
Soch ko badlo, sitare badal jayenge,
Najar ko badlo, nazare badal jayenge....
Kashtiya badalne ki jarurat nahin,
Dishaon ko badlo, KINARE badal jayenge....
3)
apne apne andaz hote hain,
Jagti aankhon main bhi khwaab hote hain..
Zaroori nahin ki gam main nikle aansu,
Muskurati aankhon main bhi sailab hote hain...
shashank mittal
( get_shashank@yahoo.com )
4)
Kalam uthti hain labj nahin milta,
Jisko dhundhta hain dil wo
saksh nahin milta...
Firate hain wo jamane ke saath,
Magar hamare liye unhen waqt
nahin milta.....
5)
Mehfil me to kabhi yaad karoge,
Tanhai me to kabhi Faryad karoge,
Hum sa na mila tha aur na milega,
Kabhi to apni KISMAT pe naaz karoge.
sweety
( sweet_164@sify.com )
6)
Gul gaya gulshan gaya,
Gayi hoto ki lali..
ab to pichhaa chhod
Wo ban gayi char bachche wali.....
bedare valmik E
( valmik_bedare@radiffmail.com
)
7)
Aag ko bhi ho eshaas mere jalney ka
kuch aissa karro intezaam mere marney ka...
ajay ( ajay4uind@yahoo.com
)
8)
Wo kaun-sa tha jam jo tune pila diya,
Is sarphire aashik ka sara system hila diya...
9)
Patte jharte nahi,
Hawa unhe jharati hai..
Ladke bigarte nahi,
Ladki unhe
bigarti hai.....
Pramod kumar (
Promod_kumar2k@yahoo.com )
10)
Pyaar pyaar sab karte hain,
Par pyaar kaun karta hain..
Dil dene ka vada hum karte hain,
Par aetbaar kaun karta hain.....
sudip (
babai_you@yahoo.co.in )