|
AsliMasti
Asli Sher-O-Shayari
1)
Log to shayari ko ajeeb samajhte hain,
Hum to shayari ko naseeb samajhte hain...
Wo mujhse door sa rehti hain magar,
Hum to doori ko
kareeb samajhte hain....
umair butt ( umair_butt_11@hotmail.com
)
2)
Apani mehbooba ko biwi to bana laaye magar,
Saath na car mili, Chandi na sona
aaya..
Itne saste me hua hai sauda kuwarepan ka,
Ye mohabbat tere anzaam pe
rona aaya.....
magician raj
3)
Bus nazaron se dekh liya hota,
Agar tamanna thi daraane ki..
Hum yun
hi behosh ho jate,
kya zaroorat thi muskurane ki.....
Imtiyaz ( imtiyaz7678@yahoo.co.in )
4)
yaado se dil bharta nahin,
Dil se yaad nikalti nahin...
Yeh kaise majboori hain,
Ki
aap ko pareshaan kiye bina chen padta nahin....
zaid qureshi (zaid_qureshi36@yahoo.com
)
5)
Dard ko na dikhaiye,
Dard se dard ko bhi dard hota hain,
Aakhir pyaar me dard hi humdard hota hain.
Zameer (m_zameer@rediffmail.com
)
6)
Ankhen khuli ho to chehra tumhara ho,
Aankhen band ho to sapna tumhara ho..
Mujhe maut ka dar na hoga,
Agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho....
vaibhav ( vaibhav_swati07@rediffmail.com
)
7)
Yu to sadmo me bhi hans leta tha main,
Aaj kyun bewajah rone laga hu main...
Baraso se
hatheliya khaali hi rahi meri,
Phir aaj kyun lagata hain ki sab khone laga hun
main....
lucky ( luckykingbhavesh@yahoo.co.in
)
8)
Aapke chlaaki ka jawaab nahin,
Aapke kamenepan ka bhi hisaab nahin..
Socha aapko kaya khitab de,
Aap jaisa dost har insaan ko de...
jagjit singh ( jag_2006@indiatimes.com
)
9)
Dil me aap ki yaaden karli hain makaam,
Umar bhar aapki yaad rahegi paigaam...
Aap ki is dosti ne kar diya hame gulaam,
Are ..jaate jaate ustaadon le lo hamari salaam..
amit (bitturoy79@yahoo.com
)
10)
Is dil main dard kitna
hain,
Ye main bayaan nahin kar sakta,
Tujhse mohabbat hain kitni,
Tujhe bata nahi sakta......
Ye is kaal ki maar ka natiza hain,
Jo tujhe apni jaan se bhi....
Jyada chah kar
tujhe pa nahin sakta.
Ankit 2 twinkle (
futureacp@yahoo.com )
11)
Har koyi har kisi ka yaar nahi hota,
Har dost wafadaar nahin hota...
ye to dil
milne ki baat hain,
warna saat feron main bhi pyaar nahi hota...
gurjeet singh(9896594801) (
gurjeet_04@yahoo.com )
AsliMasti |