1)
Judai ka pata hota agar pyar se pahale.
To maut ki dua
mangte, didar se pahale.
SHASHI BHUSHAN ( shashi_4573@rediffmail.com )
2)
Ret par mera naam likh kar mitate kyun ho....
Aankhen to sach boltee hain Pyaar chupaati kyun ho...
Azeez
( innovative2100@yahoo.com )
3)
hum apni wafa ka yakin tumko dila na sake
tumse gaye door
kya, fir paas aa na sake
Iss kadar toot kar chaha tujhe
key tere baad hum
kisi aur ko chah na sake
Abid karim (
taha@data_link.ae )
4)
Us Dilruba ne zakham diye bade hi shok se ,
Phir ilaaj ko bulaya
ghar be-rok-tok se
Usne mere zakham ka kuch yun kiya ilaaj,
Marham bhi lagaya to kaanto ki nok se
Sahil (
younus84@hotmail.com )
5)
Arzoo hain tumhain door se dekhne ki,
Mager pass nahi aana chahta,
Tamanna nahi tumhain pane ki,
Mager khona bhI nahin chahta...
zaib-ur-rehman khalil
( zrkhalil@yahoo.com )
6)
Gujarta hain meri
har saans se tera naam aaj bhi,
Dhalti hain tere intezar mein meri har shaam
aaj bhi,
Tujhko mujhse roothe ek jamaana ho gaya,
Par hoti hain tere naam se meri pahchaan aaj
bhi.
monu (
monubarkha@yahoo.com )
7)
Kaun jaane kab maut ka paigaam aa jaaye,
kab jindagi ki aakhiri shaam aa jaaye.
Hum to karte hai aise mauke ki talaash,
Kaash humaari jindagi aapke kisi kaam aa jaaye
Shreyartha (
shreyartha@yahoo.com )
8)
Meri dewaangi ko galat na samajhna.
Maine chaha hai tum ko had se bhi badh kar.
Meri zindagi se kabhi door na jana .
Maine paya hai tum ko
kismat ki lakeero se lad kar
kamran khan (
kami2virgo@yahoo.com )
9)
Kasam tumko mere sir kee., mere pehloo se na sarko.
Agar sarko to yooon sarko, kalam kar do mere sar ko,
Pada rehne do kadmo mein mer sar ko,
Behter to yahi hai, na main sarkoon , na tum sarko.
amit (
vish_4_me2004@yahoo.co.in )
10)
Dhoka diya tha jab tumne mujhe
Dil se main Naraz
tha,
Socha Tha Dil se Tumhne Nikal du,
Kambakhat Ye dil
bhi Tumhare pass tha.
Pramod kumar (
Promod_kumar2k@yahoo.com )